Tere Bina Kabhi Ek Pal by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Rahul Dev Burman
Lyricist:Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Label:
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Tere Bina Kabhi Ek Pal lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Jaan-E-Jaan (1985). Tere Bina Kabhi Ek Pal Happy soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).
Tere bina raha na jaye
Tere bina raha na jaye
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan
Pahle kabhi to aisa hua nahin
Sajan kaise ab tujhko batau main
Hone laga jo ab mere dil mein
Kahte hue bhi sharmau main
Pahle kabhi to aisa hua nahin
Sajan kaise ab tujhko batau main
Hone laga jo ab mere dil mein
Kahte hue bhi sharmau main
Mere pyar ki tu bahar hai
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan
atozlyric.com
Kabhi tune ha mujhe sama kaha
To kabhi aaya khud ban parwana
Jalti rahi main tere liye sajna
Chaha nahin tujhko jalana
Kabhi tune ha mujhe sama kaha
To kabhi aaya khud ban parwana
Jalti rahi main tere liye sajna
Chaha nahin tujhko jalana
Meri zindagi tera pyar hain
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan
Tere bina.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tere Bina Kabhi Ek Pal lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.