Tu Dulhan Hai Deewane Ki by Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raamlaxman (Vijay Patil) |
Lyricist: | Naqsh Lyallpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Wedding |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tu Dulhan Hai Deewane Ki lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar from Jiyo To Aise Jiyo (1981). The music of Tu Dulhan Hai Deewane Ki Marriage track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Naqsh Lyallpuri. Tu dulhan hai deewane ki Ab chod ada sharmane ki O meri baho mein aane se Tujhko hai inkar kyu Kyu kyu kyu kyu Mera dhadke jiya raho mein piya Kaise laz ka ghunghat kholu Mera dhadke jiya raho mein piya Kaise laz ka ghunghat kholu Tu dulhan hai deewane ki Ab chod ada sharmane ki Aaj to main na manunga Mujhko pyar sajane de Apni dil ki bat mujhe Aankho se samjhane de Sanso ki khushboo se Sanso ko mahkane de Ab to sath hi rahna hai Aaj ka din to jane de Ye rat nahi phir aane ki Tu dulhan hai deewane ki O meri baho mein aane se Tujhko hai inkar kyu Kyu kyu kyu kyu Mera dhadke jiya raho me piya Kaise laz ka ghunghat kholu Mera dhadke jiya raho me piya Kaise laz ka ghunghat kholu Tu dulhan hai deewane ki Ab chod ada sharmane ki atozlyric.com Tu kahde to aise mein Tujhko gale laga loon Hato dekh raha hai aayina Palke jara jhuka lu main Ho rang bhare hotho se Koi rang churalu main Aisa na ghabrake Apna hath chudalu main Kuch bat nahi ghabrane ki Tu dulhan hai deewane ki O meri baho mein aane se Tujhko hai inkar kyu Kyu kyu kyu kyu Mera dhadke jiya raho mein piya Kaise laz ka ghunghat kholu Mera dhadke jiya raho me piya Kaise laz ka ghunghat kholu Tu dulhan hai deewane ki Ab chod ada sharmane ki Tu bhi jidd na chodegi Main bhi jidd na chodunga Pyara pe jab hai hak mera Hath mabhi na chodunga Are tu jita main hari Bol teri marzi hai kya Pyar se utjjhko main roku Mera irada ye na tha Hai rat gale lag jane ki Main dulhan hoon deewane ki Hai rat gale lag jane ki Tu dulhan hai deewane ki. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tu Dulhan Hai Deewane Ki lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar, music by Raamlaxman (Vijay Patil). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.