Dil Ne Pyaar Kiya Hai by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Ganesh
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Happy
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Dil Ne Pyaar Kiya Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shararat (1972). Dil Ne Pyaar Kiya Hai Happy soundtrack was composed by Ganesh with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Pachhtaa rahe hain
Dil hamaaraa thaa hamne
Haaraa thaa tumpe waaraa thaa
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Kal tumne jo hamse waade kiye the
Kahaan hain kahaan hain kahaan hain
Wo vaade kal tumne
Jo hamse khaayin thin kasmen
Kahaan hain kahaan hain
Kahaan hain
Wo kasmen na itaraayiye na
Muskaayiye sharmaayiye
Dil hamaaraa thaa hamne
Haaraa thaa tumpe waaraa thaa
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Ai jaane jaan tumko pooja hai hamne
Zara yaad kije wo raaten suhaani
Hamraaz thin tum meri zindagi ki
Magar aaj badli huyi hai kahani
Ye kya ho gaya ye kyun ho gaya
Samajh na saka
Dil hamaaraa thaa hamne
Haaraa thaa tumpe waaraa thaa
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
atozlyric.com
Ai gulbadan sabse mumtaaz thin tum
Mahal pyaar kaa ik banaayaa thaa maine
Ye kiski nazar se jalaa aashiyaanaa
Bade naaz se ghar sajaayaa thaa maine
Luti zindagi miti bandagi mili beqasi
Dil hamaaraa thaa hamne
Haaraa thaa tumpe waaraa thaa
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se
Pachhtaa rahe hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dil Ne Pyaar Kiya Hai lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Ganesh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.