Dil Mein Ai Ji Dil Mein by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dil Mein Ai Ji Dil Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Meri Bhabhi (1969). Dil Mein Ai Ji Dil Mein Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Dil mein ai ji dil mein Koyi rehtaa hai rehtaa hai Kaun hai batlaao Sapna hai ke apna hai Ai ji dil mein Dil mein ai ji dil mein Koyi rehtaa hai rehtaa hai Kaun hai batlaao Sapna hai ke apna hai Ai ji dil mein Dil mein ai ji dil mein Wahi rehtaa hai rehtaa hai Jo koyi apna hai Aur jeewan ka sapna hai Ai ji dil mein Ye nayan hamse hi magar Hain kyun begaane se Ye nayan hamse hi magar Hain kyun begaane se Fasle badhte hain Kyun aur qareeb aane se Kyun aur qareeb aane se Doori ai ji doori Bas itni hai itni hai Fasla chhaya ka Apne tan se jitnaa hai Ai ji dil mein Pyaar mein sharmaayi Hasi wo mukh par kafi hai Pyaar me sharmaayi Hasi wo mukh par kafi hai Mil ke jhuk jaaye to Bas ek nazar kafi hai Bas ek nazar kafi hai Samjhe ham samjhe Ye kahti ho kahti ho Tum khadi sharmaao Aur hamko munh takna hai Ai ji dil mein atozlyric.com Laaj to rakh logi Adhoori si in baato ki Laaj to rakh logi Adhoori si in baato ki Tod to naa dogi Zanjeer mulaqato ki Zanjeer mulaqato ki Haay re meri mushkil Tum kya jaano kya jaano Saamne aana bhi ghunghat Mein bhi chhipnaa hai Ai ji dil mein Dil mein ai ji dil mein Koi rehtaa hai rehtaa hai Jo koyi apna hai aur Jeewan ka sapna hai Ai ji dil mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Mein Ai Ji Dil Mein lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.