Chand Apna Safar Khatma by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Usha Khanna |
Lyricist: | Vithalbhai Patel |
Label: | Universal Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chand Apna Safar Khatma lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Shama (1981). Chand Apna Safar Khatma Sad soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Vithalbhai Patel. Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Dil me yado ke nastar se tuta kiye Ek tamanna kaleja masalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Badnasibi sarafo ke dusman bani Saj sawar ke bhi dulhan na dulhan bani Tika mathe pe ek dag banta gaya Mehandi hatho se shole ugalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Dil me yado ke nastar se tuta kiye Ek tamanna kaleja masalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Khwab palko se firkar fanah ho gaye Do kadam chalke tum bhi juda ho gaye Mere har ek hasi aankh se rat din Ek nadi aasuo ki ubalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Subah mangi to gum ka andhera mila Mujhko rot sisakta sawera mila Mai ujalo ki nakam hasrat ke liye Umar bhar mom banke pighalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi atozlyric.com Chand yado ki parchaiyo ki siwa Kuch bhi paya na tanhayiyo ke siwa Waqt meri tabahi pe hasta raha Rang takdir kya kya badalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi Dil me yado ke nastar se tuta kiye Ek tamanna kaleja masalti rahi Chand apna safar khatam karta raha Shama jalti rahi rat dhalti rahi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chand Apna Safar Khatma lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Usha Khanna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.