Saale Sapne by Mohit Chauhan song Lyrics and video
Artist: | Mohit Chauhan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Amit Trivedi |
Lyricist: | Kausar Munir |
Label: | Zee Music Company |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Saale Sapne lyrics, the song is sung by Mohit Chauhan from Pad Man (2018). Saale Sapne Happy soundtrack was composed by Amit Trivedi with lyrics written by Kausar Munir. Saale sapne.. O saale sapne Udde baadal ka ek tukda kaise main todu Doobe doobe dariya ka ek kona kaise nichodun Kaise batao na raat din Kaatu main dhup ke dooriyaan Baandhu main chawn ke boriyaan Jaanu na O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jaha tu Aa raha hoon main waha O saale sapne main tere sadke Ho gaya hoon main tere bas mein Ab jaha tu Aa raha hoon main waha Haan maine chand ko churake Maine loriyaan sunake Maine khud ko tha sulaya So ja.. Par tunne battiyaan jala di Tunne dhajiyaan udda di Tunne neend se uthaya Abbe saale sapne.. Ab to jagunga main raat din Hosh udda doonga main tera Picha na chhodunga main tera Chhodunga na O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jahan tu Aa rahan hoon main wahan O saale sapne main tere sadke Ho gaya hoon main tere bas mein Ab jahan tu Aa rahan hoon main wahan Tu bhi hai bada kamina Main bhi kam nahi deewana Dono ka hai ek gaana Ho ho.. Haha.. Aaja chhod de bagawat Aaja odh le mohabbat Aaja tujhse kya chhipana Abey saale sapne Mujhko bhi latt hai teri Tujhko bhi chaska mera Ek hi rashta tera mera Aao na.. atozlyric.com O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jahan tu Aa raha hoon main wahan O saale sapne main tere sadke Ho gaya hain tu mere bas mein Ab jahan tu Aa raha hoon main wahan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Saale Sapne lyrics in Hindi by Mohit Chauhan, music by Amit Trivedi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.