Ram Ali by Euphoria (Band) song Lyrics and video
Artist: | Euphoria (Band) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Euphoria (Band), Palash Sen |
Lyricist: | Palash Sen |
Label: | Universal Music |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ram Ali lyrics, the song is sung by Euphoria (Band) from Item (2011). The music of Ram Ali Philosophical track is composed by Euphoria (Band), Palash Sen while the lyrics are penned by Palash Sen. Ram ram ali ali.. Ram ram ali ali.. Ram ram ali ali.. Man mein hai bas tu hi tu Aankhon mein tera jalwa Kashi kaba mein kya dhoondu Kya tu ram kya tu allah Allah… allah… Kaun tu tera naam kya Kya hai majhab kya jubaan Kya hai teri sarhad Ye zameen ya woh aasman Chahat hai tu hi ibbadat hai tu Masjid shivalo mein phir kaid hai kyun Tu toh wahi hai jo mein chaahu Manu toh allah naa manu toh kuch bhi nahi atozlyric.com Yeh deewanagi, hai bas naam ki Socho toh sahi Kya ram ram, kya ali ali Phir yeh zindagi hai kya kaam ki Jo samjha nahi Kya ram ram, kya ali ali Kya ram ram, kya ali ali Kya tu yeh hai ye sochta Kaisa hai tera yeh jahaan o.. Sahan o dil kyun tune diye Inn se main kya kiya Rooh tu rooh tu Chaaron su tu Phir bhi dar dar main tujhko hi dhoondu Kashmkash hai, kya tu sach hai Manu toh ishwar naa manu toh bhoot hai Yeh deewanagi hai bas naam ki Socho toh sahi Kya ram ram, kya ali ali Sab mein hai wohi, sab kuch hai wohi Badla naam hi Kya ram ram, kya ali ali Kya ram ram, kya ali ali Ram ram ali ali… Yeh duniya woh jannat Jo khuda ko khud mein paayein Ye majhab ye sarhad Insaan ke bharam sab Ye deewarein kab tak ho kab tak paraye Toh jaan le, pehchaan le Rab ke hum sab bande hain Rab hai ram aur ali bhi Oh hooo… Sabse unchi mohabbat hai Mane toh insaan naa mane hai ajnabi Yeh deewanagi hai bas naam ki Socho toh sahi Kaafir zindagi hai kis kaam ki Jo samjha nahi Yeh deewanagi hai kuch bhi nahi Kaafir zindagi hai kis kaam ki Jo samjha nahi Kya ram ram kya ali ali Sab mein hai wohi Woh ram ram woh ali ali Sab kuch hai wohi, sab mein hai wohi Badla naam hi Woh ram ram.. woh ali ali Sab kuch hai wohi, sab mein hai wohi Badla naam hi Woh ram ram woh ali ali Woh ram ram woh ali ali… Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ram Ali lyrics in Hindi by Euphoria (Band), music by Euphoria (Band), Palash Sen. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.