Kabhi Khole Na Tijori Ka Tala by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Funny |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kabhi Khole Na Tijori Ka Tala lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Bidaai (1974). Kabhi Khole Na Tijori Ka Tala Funny soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Ho kabhi khole na tijori ka taala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Ho kabhi khole na tijori ka taala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Ho kab niklega iska dewaala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Hat jaao mat shor karo Hat jaao mat shor karo, sasure ko mat bore karo Sasura achchha banda hai, maana kaala dhandha hai Oonchi mill ka maalik hai, chhote dil ka maalik hai Oonchi mill ka maalik hai, chhote dil ka maalik hai Itna dhan kaise aaya, main bolun aise aaya Lekar naam naseebon ka Lekar naam naseebon ka, choosa khoon gareebon ka Sadhu bankar ye daaka daala, haan mera sasura badha paise wala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Miliye ab is gori se Miliye ab is gori se, meri prem chakori se Kaisi pyari lagti hai, abla naari lagti hai Gaaon ko dhoka de aayi, mujhko shehar mein le aayi Gaaon ko dhoka de aayi, mujhko shehar mein le aayi Qad ki thodi chhoti hai, par shtranj ki goti hai Aisi chaal ye chalti hai Aisi chaal ye chalti hai, kehte jaan nikalti hai Kaisi aurat se padh gaya paala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Ab tum poochho kaun hai yeh Ab tum poochho kaun hai yeh, kitni der se maun hai yeh Yeh sevak hai swami ka, rishtedaar hai tommy ka atozlyric.com Kadcha hai na khamcha hai, yeh chhota sa chamcha hai Kadcha hai na khamcha hai, yeh chhota sa chamcha hai Kutte sa peeche daude, pakde to phir na chhode Achha is ka kaam nahin Achha is ka kaam nahin, par yeh namak haraam nahin Chori ke maal ka yeh rakhwaala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna Ho kabhi khole na tijori ka taala Ho kab niklega iska dewaala, haan mera sasura badha paise waala Tun tuna tun tuna tun tuna Tun tuna tun tuna tun tuna. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kabhi Khole Na Tijori Ka Tala lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.