Hai Kahan Pyar Mera by Nanna song Lyrics and video
Artist: | Nanna |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Santokh Singh Dhaliwal |
Lyricist: | Nanna, Santokh Singh Dhaliwal |
Label: | Universal Records |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hai Kahan Pyar Mera lyrics, the song is sung by Nanna from Nanna (2007). Hai Kahan Pyar Mera Love soundtrack was composed by Santokh Singh Dhaliwal with lyrics written by Nanna, Santokh Singh Dhaliwal. Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata Dhundu kya usako jamin pe Ya phir aasamaan pe Tu hi kuchh bata, bata Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata.. Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata.. Aisa lagta hai, hai wo yahi kahi In fizaaon se khushboo aa rahi hai In fizaaon se khushboo aa rahi hai Dil yeh kehta hai, hai woh yahi kahi Kuchh chham chamsi aahat ho rahi hai Kuchh chham chamsi aahat ho rahi hai Hain kahaan pyaar mera Hain kahaan pyaar mera Hey hawaan tu bata Dhundu kya usako jamin pe Ya phir aasamaan pe Tu hi kuchh bata, bata Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata.. Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata.. Kaise dhundu use, jaau bhi to kahaan Dil mein betaabi si ho rahi hai Dil mein betaabi si ho rahi hai Ji sakta nahi tanha main uske bina Dil mein uljhan si ho rahi hai Dil mein uljhan si ho rahi hai atozlyric.com Kahaan hai gamkhaar mera Kahaan hai gamkhaar mera He hawaan tu bata Dhundu kya usako jamin pe Ya phir aasamaan pe Tu hi kuchh bata, bata Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata… Hain kahaan yaar mera He hawaan tu bata.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hai Kahan Pyar Mera lyrics in Hindi by Nanna, music by Santokh Singh Dhaliwal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.