Aadhi Aadhi Raat Meri by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Vishweshwar Sharma |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aadhi Aadhi Raat Meri lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Lagaam (1976). Aadhi Aadhi Raat Meri Playful soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Vishweshwar Sharma. Aadhi aadhi raat meri Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Ari ja ri ja o chhori Ja ri ja o chhori payaliay ye tori Aur kisi ke aage chhanka Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Aur kaha chhankau Aur kaha chhankau payaliya mori Tore sang bandhi piya man ki ye dori Tore sang bandhi piya man ki ye dori atozlyric.com Chadti umariya hai Chadti umariya chunariya ye tori Laaj kar thodi tu duniya se gori Laaj kar thodi tu duniya se gori Mari mari jau Mari mari jau mai kaise samjhau Haal mere dil ki jalan ka Aadhi aadhi raat meri Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Mai tere man ke Mai tere man ke tan ki hiraniya Banke rahungi mai teri dulhaniya Banke rahungi mai teri dulhaniya Mai to kuwara hi Mai to kuwara rahunga sajaniya Pichhe padi hai kyu mere bairaniya Pichhe padi hai kyu mere bairaniya Kahna tu man mera Kahna tu man mera zid apni chhod zara Kar le khayal tu lagan ka Aadhi aadhi raat meri Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka Ari ja ri ja o chhori Ja ri ja o chhori payaliay ye tori Aur kisi ke aage chhanka Aadhi aadhi raat meri payaliya baaje Bairi chain uda jaye mere man ka. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aadhi Aadhi Raat Meri lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.