Maare Nainva Ke Baan by Sunidhi Chauhan song Lyrics and video

Artist:Sunidhi Chauhan
Album: Single
Music:Mohammed Zahur Khayyam
Lyricist:Ahmed Wasi
Label:
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Maare Nainva Ke Baan lyrics, the song is sung by Sunidhi Chauhan from Bazaar E Husn (2014). The music of Maare Nainva Ke Baan Playful track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by Ahmed Wasi.
Jahan hum pe aashik hum tum pe aashik
Ye dil humne tumko ataa kar diya
Jhuka kar jabi ko tumhare kadam par
Sanam humne tumko khuda kar diya hai
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
Saiyaan taan taan taan,
Saiyaan taan taan taan
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
Dhadke jiyra hamaar,
Dhadke jiyra hamaar
Dhadke jiyra hamaar
Jaaye jaan jaan jaan,
Jaaye jaan jaan jaan
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
Koi kahe main phool hoon van ka
Koi kahe main phool hoon van ka
Koi kahe main chand gagan ka
Koi kahe main chand gagan ka
Main jaanu bas arth lagan ka
Main to saiyaan ji ki jaan,
Maare nainva ke baan
Saiyaan taan taan taan,
Saiyaan taan taan taan
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
atozlyric.com
Ek humri madbhari najariya
Ek humri madbhari najariya
Duj asili humri umariya
Duj asili humri umariya
Ras ras chhalke prem gagriya
Humri mithi muskaan,
Maare nainva ke baan
Saiyaan taan taan taan,
Saiyaan taan taan taan
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
Adhar piaya jab adhar pe dhar de
Adhar piaya jab adhar pe dhar de
Saans saans more khushboo bhar de
Saans saans more khushboo bhar de
Sawariya mohe pagal kar de
Kar le bas more praan,
Maare nainva ke baan
Saiyaan taan taan taan,
Saiyaan taan taan taan
Maare nainva ke baan,
Maare nainva ke baan
Dhadke jiyra hamaar,
Dhadke jiyra hamaar
Dhadke jiyra hamaar
Jaaye jaan jaan jaan,
Jaaye jaan jaan jaan
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Maare Nainva Ke Baan lyrics in Hindi by Sunidhi Chauhan, music by Mohammed Zahur Khayyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.