Kaisi Haseen Aaj by Mohammed Rafi, Talat Mahmood song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Talat Mahmood |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kaisi Haseen Aaj lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Talat Mahmood from Aadmi (1968). The music of Kaisi Haseen Aaj Romantic track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni. Kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai O dene waale tune to koyi kamee na kee Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai Chhaaya hai husno ishq pe ek range bekhudi Chhaaya hai husno ishq pe ek range bekhudi Aate hai jindagi mein yeh aalam kabhi kabhi Har ghum ko bhul jaao, khushi ki baaraat hai Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai Aayi hai woh bahaar ke nagame ubal pade Aisi khushi mili hai ke aansoo nikal pade Honto pe hai duwaaye, magar dil pe haath hai Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai atozlyric.com Masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi Masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi Meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi Bhavra kali se dur nahi, saath saath hai Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai Kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kaisi Haseen Aaj lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Talat Mahmood, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.