Hume Diya Hai Aapne by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Usha Khanna
Lyricist:Vithalbhai Patel
Label:Music India Limited
Genre:Sad
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Hume Diya Hai Aapne lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Divorce (1984). Hume Diya Hai Aapne Sad soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Vithalbhai Patel.
Labo par jab kisi bhule
Huye ka naam aata hai
Hume us waqt yaad apna
Dile nakaam aata hai
Zafaye tum kiye jaaye
Wafaye hum kiye jaaye
Tumhe wo kaam aata hai
Hume yeh kaam aata hai
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Kyu jahir yeh raaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
atozlyric.com
Badi mehrbani tum jo
Mehfil mein aaye
Badi mehrbani tum jo
Mehfil mein aaye
Ho gayi yaade jawa
Zakhm muskuraye
Ho gayi yaade jawa
Zakhm muskuraye
Khamoshi bhi bol rahi hai
Khamoshi bhi bol rahi hai
Aao naya aagaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Kali thi main sez thi
Gazre mein mehki
Kali thi main sez thi
Gazre mein mehki
Rani thi mein tere dil ki
Galiyo mein behki
Rani thi mein tere dil ki
Galiyo mein behki
Izzat wale shohrat wale
Izzat wale shohrat wale
Meri ada par naaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Chhodi na sharafat meine
Ghungharu hai bandhe
Chhodi na sharafat meine
Ghungharu hai bandhe
Koi nahi jaane haye dil ke irade
Koi nahi jaane haye dil ke irade
Sare sikwe sari shikayat
Sare sikwe sari shikayat
Aaj nazar andaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Hume Diya Hai Aapne lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Usha Khanna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.