Chaunk Kar Neend Se by Anup Jalota song Lyrics and video
Artist: | Anup Jalota |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhushan Dua |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chaunk Kar Neend Se lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Kashish (1998). Chaunk Kar Neend Se Ghazal soundtrack was composed by Bhushan Dua with lyrics written by . Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon Khwaab mein jab kabhi Bechain tumko paata hoon Khwaab mein jab kabhi Bechain tumko paata hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon Tum to kehate the ke Tum khush ho Bichhad kar mujhse Aakhari baar mile the Yahi keha kar mujhse Aaj mehsoos huaa hain Ke galat hain humdam Kya hain sachchai bata do Hain tumhen meri kasam Phir na puchhunga koi Baat kasam khata hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon Saath beete huye lamho Ki nishani bankar Tum bichhad kar bhi ho Iin aankhon mein paani bankar Tum zamane ki nigaho Mein juda laakh sahin Tum ho samil meri nas nas Mein ravaani ban kar Jo haqikat hain mere dil ki Main bata ta hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon atozlyric.com Baat bigadi huyi chaho to Bana lo phir se Dil ki raaho ne nai Shamma jalalo phir se Hum tumhare the tumhare Hain karo mera yakeen Aasmaan chaand sitaare Tumhi ho meri zameen Apni dhadkan mein tumhari hi Sadda paata hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon Khwaab mein jab kabhi Bechain tumko paata hoon Chaunk kar neend se Uthakar main baith jaata hoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chaunk Kar Neend Se lyrics in Hindi by Anup Jalota, music by Bhushan Dua. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.