Suno Ramzan Ki Dastaan by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Iqbal Qureshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Religious |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Suno Ramzan Ki Dastaan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Alam Ara (1973). Suno Ramzan Ki Dastaan Religious soundtrack was composed by Iqbal Qureshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Suno ramjan ki Dasta to suno Rahmato ka bayya Hai bayya to suno Rahmato ka bayya Hai bayya to suno Ladka tha ek sahar Me jo husn bemisal Kamsin tha jiski umar thi Samjho ke sat sala Ramjan ke jo chand Pe uski najar padi Uske bhi dil me Roze ki ek aarzu jagi Roza rakhunga mai Bhi ye ma bap se kaha Sahri karunga mai Bhi jaga dena tum jara Suno ramjan ki dasta to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno Ladke ki bat sunli Magar kuch nahi kaha Ladka subah utha To hua unse wo khafa Samjhaya ma ne Bap ne aye mere gulshita Roza nahi hai farz Abhi tujhpe meri ja Nanhe se dil ko bat Ka sadma bada hua Maa se kaha kuran Me kahta hai ye khuda Roze ke bukh pyas Jo hasti uthayegi Us rozedar ko na Ye to jakh jalayegi Kuran jisme utra Suno wo mahina hai Tauba kabul karta Khuda wo mahina hai Suno ramjan ki dasta to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno atozlyric.com Aayi jo sar pe Rat to wo jagta raha Sahri bhi karli chupke se Khush hoke so gaya Utha subah to maa Se kaha sara majra Maa ne bade hi Pyar se usse ye kaha Roza na rakh sakega Ye jidd chod manja De dungi apna roza Tujhe mere dilruba Todunga mai na roza Kabhi kuch na khaunga Akhir khuda ko kis Tarah ye muh dikhaunga Maa ke kaha ke Bukh lagi hogi ladle Garmi hai tujhko Pyas lagi hoge ladle Kahne laga ki chahe Jami par ho aftab Pani ka ek katra Pina bhi bada azab Suno ramjan ki Dasta to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno Rahmato ka baya Hai baya to suno Almukta sar jo Gayi aa gayi asar Wo pyas jaan le Gayi pathra gayi najar Maa ne kaha ke Haye mera lal chal diya Iftari jo banai thi Wo bhi na kha saka Roze ka waqt ho Gaya lekin kaha hai wo Ab to khuda ki rah Me aakhir rawa hai wo Itne me ek fakir Ne aakar ye di sada Mai bhi hu rozedar Ke lelo meri dua Jo kuch bhi paas ho Mujhe khana khilayiye Matam ye kaisa hai Jara itna batlayiye Aankho se aasuo ka Janaza gujar gaya Maa bap dono bole Ke bacha hi mar gaya Bola fakir ke mujhko Khudara batao tum Lasha kaha hai bete Ka mujhko dikhao tum Sahil me lash dekh ke Pyaza ne kya padha Murde ke dil pe hath Rakha or di sada Masum rozedar ke Ab roza khol tu Kab tak yu chup Rahega jara muh se bol tu Itna hi sunke bache Ne fir aankh khol di Maa mamta ki mari Thi usse lipat gayi Sahil nahi tha wo tha Farishta khuda ka tha Bache ko jinda karke Jo rupesh ho gaya Aati hai insan pe Imtiha ki ghadi Allah pe jan de de Wo marta nahi kabhi Marta nahi kabhi Marta nahi kabhi Marta nahi kabhi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Suno Ramzan Ki Dastaan lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Iqbal Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.