Zamana Jo Ankhen by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sardul Singh Kwatra |
Lyricist: | Sarshar Sailani |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Zamana Jo Ankhen lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Man Ka Meet (1950). Zamana Jo Ankhen Sad soundtrack was composed by Sardul Singh Kwatra with lyrics written by Sarshar Sailani. Zamana jo ankhen Dikhata hai tujhko Zamane ko ankhen Dikhaye chala chal atozlyric.com Isi mein teri shan hai Aye musafir Kadam apna aage Badhaye chala chal Chala chal musafir Kinare kinare kinare kinare Prabhu ke bharoshe Prabhu ke bharoshe Prabhu ke sahare Kinare kinare kinare kinare Abhi se na chhod Apna tu dil musafir Abhi door hai teri Manzil musafir Usi ki hai manzil jo Usi ki hai manzil jo Himmat na hare Kinare kinare kinare kinare Chala chal musafir kinare kinare Tera kaam chalna hai Rukna nahi hai Jhukana hai duniya ko Jhukna nahi hai Zamana jhuke sar ko Zamana jhuke sar ko Thokar na mare Kinare kinare kinare kinare Hua hai kisi ka Na hoga zamana Tere hath hai Apni bigdi banana Na chhod apni kashti Na chhod apni kashti Kisi ke sahare kinare kinare. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zamana Jo Ankhen lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Sardul Singh Kwatra. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.