Hum Dil Ka Kanwal by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Label:Saregama
Genre:Dance
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Hum Dil Ka Kanwal lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Zindagi (1964). Hum Dil Ka Kanwal Dance soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).
Ham dil ka kanval denge jisko
Hoga koi ek hazaaron mein
Saagar mein kahi jyon ek moti
Jaise chanda ek sitaaron mein
Ye roop rang ki phulvaari
Uske hi liye ye phool khile
Ye roop rang ki phulvaari
Uske hi liye ye phool khile
Sab kuch dena hai saunp
Use jis din jis pal wo aan mile
Baagon mein usi ke charche hain
Hai uski baat bahaaron mein
atozlyric.com
Thandi si jalan man ke andar
Mithi si kasak dil me lekar
Thandi si jalan man ke andar
Mithi si kasak dil me lekar
Ham khoj me usaki nekale
Hai in raho aur doraho par
Saayad wo aaj hi miljaaye
Hai pyaar ka rang najaro me
Saayad wo aaj hi miljaaye
Hai pyaar ka rang najaro me
Kisne dil jeeta taakat se
Chaahat kab aag se darti hain
Naadaan shekaari kya jaane
Hirani kis raag pe marti hain
Talvaar ka zor nahi chalta ho
Jaati hain baat ishaaron mein
Ham dil ka kanval denge jisko
Hoga koi ek hazaaron mein
Saagar mein kahi jyon ek moti
Jaise chanda ek sitaaron mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Hum Dil Ka Kanwal lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.