Kuchh Sher Sunata by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kuchh Sher Sunata lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Ek Dil Sao Afsane (1963). Kuchh Sher Sunata Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Kuchh sher sunata hun main Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Seekhi hai tumse phool ne Hansne ki har adaa atozlyric.com Seekhi hawaa ne tumse hi Chalne ki har adaa Aaina tumko dekh ke Hairaan ho gaya Ek bezubaan tumse Pashemaan ho gaya Kitni bhi taareef karoon Rukti nahin zubaan Rukti nahin zubaan Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Haathon ka loch ras bhari Shaakhon ki daastaan Naazuk hatheliyon pe wo Mehandi ka gulsitaan Pad jaaye tumpe dhoop to Sanwlaaye gora tan Makhmal pe tum chalo to Chhilen paaon gulbadan Kitni bhi taareef karoon Rukti nahin zubaan Rukti nahin zubaan Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Aankhen agar jhuken to Mohabbat machal uthhen Nazren agar uthen to Qayaamat machal uthhe Andaaz main huzoor ka Saani nahin koyi Dono jahaan mein aisi Jawaani nahin koyi Kitni bhi taareef karoon Rukti nahin zubaan Rukti nahin zubaan Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain Ik husn pari dil mein hai Ye unse mukhaatib hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kuchh Sher Sunata lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.