Saath Ka Mard Sola Ki Janani by Jolly Mukherjee, Udit Narayan song Lyrics and video

Artist:Jolly Mukherjee, Udit Narayan
Album: Single
Music:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Label:T-Series
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Saath Ka Mard Sola Ki Janani lyrics, the song is sung by Jolly Mukherjee, Udit Narayan from Anjaane Rishte (1989). Saath Ka Mard Sola Ki Janani Masti soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi ho kaisi
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Dhal gay aiski aankh ka pani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
Bhudi kamar mein dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Bhudi kamar mein dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Dhalti umar itni mastani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
atozlyric.com
Main dikhla doon hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Main dikhla doon hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Yaad aa jaye tujhko teri nani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Saath Ka Mard Sola Ki Janani lyrics in Hindi by Jolly Mukherjee, Udit Narayan, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.