Ye Duniya Banana by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Shivram |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ye Duniya Banana lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Kan Kan Men Bhagwan (1963). Ye Duniya Banana Devotion soundtrack was composed by Pandit Shivram with lyrics written by Bharat Vyas. Ye duniya banana aur banake fir chalana Bas usi ka kam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intzam hai Rat hi ko raat parbhat hi ko parbhat Sham hi ko sham hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai Ye duniya banana aur banake fir chalana Bas usi ka kam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai atozlyric.com Jal pe hai thal aur thal pe aasman hai Fir bhi ek duje na bojh ke saman hai Jal pe hai thal aur thal pe aasman hai Fir bhi ek duje na bojh ke saman hai Gajab ka ye jahan hai Bin khambe ka makan hai Gajab ka ye jahan hai Bin khambe ka makan hai Jaha ka ek ek tan uska gulam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai Ye duniya banana aur banake fir chalana Bas usi ka kam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai Surya chandar tare apne dharam se na tal sake Insan ki majal kya jo uska karm badal sake Surya chandar tare apne dharam se na tal sake Insan ki majal kya jo uska karm badal sake Ik phul bhi khile nahi ek patta bhi hile nahi Ik phul bhi khile nahi ek patta bhi hile nahi Sare jaha ki hath me uske lagam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai Ye duniya banana aur banake fir chalana Bas usi ka kam hai Bada jordar uska intezam hai Ho bada jabar dast uska intezam hai Samdarsi kahlane wale pita ka sar jhukta hai Agar mere chune se Jo bhagwan ka rath rukta hai Sansar ke rath ko chalane wala Hamko chale nahi Wo achhut hamko samjhe to Rath ye chale nahi Wo achhut hamko samjhe to Rath ye chale nahi Wo achhut hamko samjhe to Rath ye chale nahi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Duniya Banana lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Pandit Shivram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.