Jab Tum Hi Chali England by Agha Sarwar song Lyrics and video

Artist:Agha Sarwar
Album: Single
Music:K. N. Rao
Lyricist:
Label:
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Jab Tum Hi Chali England lyrics, the song is sung by Agha Sarwar from Meri Asha (1950). The music of Jab Tum Hi Chali England Playful track is composed by K. N. Rao while the lyrics are penned by .
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara
Jab yaad tumhaari aayegi
Jab yaad tumhaari aayegi
Bazaron mein le jaayegi
Bazaron mein le jaayegi
Sadkon pe ye gaayega dard o maara
Bambai mein kaun hamaara
Sadkon pe ye gaayega dard o maara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Jab laut ke waapis aaogi ee ee
Jab laut ke waapis aaogi
Kis kaam ki tum reh jaaogi
Kis kaam ki tum reh jaaogi
Reh jaayega ye lut ke joban saara
Bambai mein kaun hamaara
Reh jaayega ye lut ke joban saara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara
atozlyric.com
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jab Tum Hi Chali England lyrics in Hindi by Agha Sarwar, music by K. N. Rao. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.